Q 823. Shohar ne biwi se kaha ki tumhare paas itna sona hai jis par zakat dena Farz hai aur shariat ka masla ye hai ki agar tumhare paas zakat adaa karne ke liye paise na ho to apne zewar mein se thoda bech kar zakat adaa kar. Is par biwi ne kaha ki kis chutiye ne aisa kaha tumhe? In jumlo se uski biwi par kya hukm lagega?

Quest code (823) As salamu Alaikum Sawal :- Kya farmate hai Ulema e Deen wa Muftiyane Sharah Mateen Maslae Zail ke talluq se ki , 1 shohar apni biwi ko […]

Continue reading