Q 1019. Kya Myanmar – Rohingya ke mazloom Musalmaao ke liye ijtemaai dua karna jaiz hai kyuki un mein badaqeeda firqe maslan Wahabi deobandi, Gair Muqallid, Shia wagaira bhi maujood hai?

Quest code (1019) Kya farmate hai Muftiyaan e Islam is masle mein ki Zaid kehta hai ki Myanmar – Rohingya mulk mein Musalmaano par kuffaro ka zulm ho raha hai. Magar yeh pata nahi ki un musalmaano mein Deobandi, Wahabi wagaira bhi shamil hai. Isliye unke liye ijmaalan Dua naa ki jaaye aur unke tahaffuz […]