Q 525. Kya fajr ki namaz ke baad ya fajr ki farz aur sunnat ke darmiyaan qaza namaz padh sakte hai? Issi tarah kya Asr ki farz ke baad bhi qaza padh sakte hai?

Quest code (525)

Assalamu Alaiykum Hazrat

Minhaj Ashrafi From South africa

Mera Sawal ye hai ki Fajar ki namaz ke baad agar Namaz e fajar ka qaza ka waqt nahi ho gaya hai or sunnato farz parhne ke baad agar fajar ka waqt khatm nahi ho gaya hai to kya pechle din ki fajar ki kaza namaz padh sakte hai aur dusara sawal asar ke baad bhi ?

Posted in Ask ARC Mufti.