Q 12. Hamare yahan ek shaks ka inteqal ho gaya hai magar ye nahi pata ki woh sunni hai nahi. Zyada logo ka kehna ki woh deobandi hai. Kya uski namaz e janaza padhni ya padhani chahiye?

Quest code (12)

Ek masla hai ki hamare yaha ek shakhs ka inteqal ho gaya hai lekin pata nahi ki uska aqeeda kya hai. kuch Sunni bata rahe aur Deobandi, Ahlehadees lekin zyada log Deobandi bata rahe hai. Ab Aisi soorat me kya kare namaz padhayi ya padhi jasakti hai? Or uske inteqal ka ailaan apni (sunni) masjid se karna kaisa hai?

Posted in Ask ARC Mufti.