Q 2060. Jamat mein saff mein qadam se qadam laga kar rakhe aur kya ruku mein jaane se pehle rafayadain karna hai?


Quest code (2060)

Assalamu alaikum

Mujhe hamesha is baat ki tention rehti hai ki mai Jo Namaz padta hu wo sahi hai ya galt kyuki hamare area mein bohut saare firqe ke log rehte hai jo students ko totally confuse kar dete hai

” jab jamat mein Namaz pade to kya ek dusre ke foot aaps (qadmo) mein sata hua rehna chahiye aur ruku aur sajde mein jaane se pehle haath uthana chahye ?

Posted in Ask ARC Mufti.