Q 2145. Agar kisi par qarz hai to kya woh qurbani kar sakta hai?


Quest code (2145)

Asalam walaikum

Hazrat mera sawal yeah hai ki Agar kisi ke upar qarz hai to kya woh qurbani kar sakta hai
Aur qurbani karna kiss par wajib hai aur agar nahi kiya toh kya shariat ka hukum hai
Yeah phir agar bade jaanwar ke hissa mai naam likha diya toh kya chaleygaa

Posted in Ask ARC Mufti.