Q 226. Kya nazar se bachane k liye bachon ko kala tika ya kale dhage pe dum karke pahena sakte hain?

Quest code  (226)

Asslamu alaykum ,

Mera sawal ye hai:-

Kya nazar se bachane k liye bachon ko kala tika ya kale dhage pe dum karke pahena sakte hain , aur nazar ke liye gale me gajaga pahen sakte hain jo hindu logon k pass hota hai. Nazar ka sahi tarika batayen. shukariya

from: Aminuddin Sarkazi Gadag Karnataka India

Posted in Ask ARC Mufti.