Q 285. Hinda ne ghusse mein apne shohar ko apni bachi ki qasam di. kya ye qasam durust hai?

Quest code (285)

Kya farmate hain ulema e deen is masle me ke Hinda agar gusse ki halat me apne shauhar zaid se yeh kahe ki tumhe apni bachchi ki qasam tum yeh kam na kar na. To kya yeh qasam sahi hai?  Aur is tarha ki qasam ka kya hukum hai?

Aur agar zaid ne hinda ki  us qasam ke dene ke baad agar waisa kam kiya jisko hinda mana karti hai to zaid k upar keya hukum nafiz hoga?

Baraye mehar bani dalil ki raushni me jawab enayat farmaye.

Posted in Ask ARC Mufti.