Q 402. Kya Magrib se pehle 2 rakat namaz padhna hai?

Quest code (402)

(Suwal)

Assalamalaikum

Kya magrib ki namaz se pahele do rakat namaz padhi jati hai?

Gairmuqallid hawala pesh karte hai sunan Nasai ki ke Hazrat Abu Tamim رضي الله تعالى عنه maghrib se pahele do rakat namaz padha karte the to dusare sahaba ne pucha unse to unhone farmaya Huzoor ﷺ se ye amal sabit hai ki wo maghrib ki farz namaz se pahele do rakat padha karte the!

Keya ye hadith sahi hai

HAZARAT REHNUMAI FARMAYE

Ye jitani bhi bate Maine tahreer ki hai iski keya haqeekat hai!!

JAZAKALLAH

Posted in Ask ARC Mufti.