Q 403. Agar koi roza na rakhe to uske liye kya hukm hai aur agar roza na rakha aur ineqal ho gaya to kya kaffara diya jaayega aur agar bimar tha aur roza na rakha aur inteqal ho gaya to kaffara dena hoga aur kitna?

Quest code (403)

Asalam walaikum

Mera sawal yeah hai ki agar koi shakhs roza nai rakhta to is ka masla kaisa hai ?

Agar us ne roza nahi rakha ho aur uska inteqal ho jaye to kya kaffara nikaal na padega

Agar bimar ho aur koi masla ho jo shariat ke hisab se roza nahi rakh sakhte to bhi kaffara nikalna padega aur kitna?

Posted in Ask ARC Mufti.