Q 478. Anguthi kis ungli mein pehenna chahiye aur Namaz mein sajda e shaw karna tha magar durood e Ebrahim padhne ke baad yaad aaya to ab kya kare?

Quest code (478)

1. Mera pehla sawaal hai hazrat se ki Aqeeq pahenna sunnat hai magar kya sirf shahadat ki ungli mein pahenna chahiye zaid kehte hain ki teesri ungli mein nahin pahenna chahiye aur yeh jo naam ya rashee se pathhar pahente hain jaisa ki firoza, moti waghaira pahenna kaisa hai iski kya daleel hai ?

2.  Mera doosra sawaal namaz mein darood ibrahim padne ke baad yaad aaya ki sajda sahu karna tha to kya karein? Durood ke baad sajda kar sakte hain ?

Posted in Ask ARC Mufti.