Q 530. Comany se milne wale fixed transport conveyance ki raqam lena kaisa jab ki hum utni raqam istemaal nahi kartr hai balki us se kam istemaal hota hai.

Quest code (530)

ASSALAAMO ALAIKUM…

HUZUR EK SAWAL HAI…

Mai 1 company me job karta hun or company wale mjhe aane jaane ka kiraya diya karte hai. Yeh kiraya mere ghar or company ke fasle ke hisaab se muqarrar kiya gaya hai ki mujhe jayada se jayada itna hi kiraya diya jayega. Farz karen k woh kiraye ki raqam jo pehle se tae ki gayi hai company ki taraf se woh 200 rupees hai.

Agar mein apne transport ke liye 200 se kam paiso mein maslan 100 rupay mein safar kar leta hu to company se 100 se zyada yaani tay kiye gaye 200 rupay lena kaisa hai haanlanki company apne employe ko pehle se behtar transport service ke liye 200 rupay tay kar deti hai

Posted in Ask ARC Mufti.