Q 602. Kya Naswaar khana haram hai?

Quest code (602)

اسلام وعلیکم۔ مفتی صاحب نسوار آجکل عام استعمال ہوتی ہے۔ کچھ لوگ نشہ کے طور پر رکھتے ہیں جبکہ کچھ لوگ عادت کے طور پر رکھتے ہیں جبکہ نشہ نہیں ہوتا زیادہ عرصہ رکھنے کی وجہ سے عادت بن جاتی ہے
آپ سے سوال عرض ہے کہ اسکا کیا حکم ہے؟
نسوار رکھنا حرام کے زمرے میں آتا ہے یا فضول خرچی میں؟ دونوں صورتوں میں شرعی حکم کی وضاحت فرما دیں
جزاک اللہ

SAWAL:
naswaar Aaj kal aam istemaal hoti hai. Kuch log nasha ke taur par rakhte hai jabki kuch log aadat ke taur par rakhte hai jabki nasha nasha nahi hota zyada arsa rakhne ki wajeh se aadat ho jaati hai.
Aap se sawal arz hai ki iska kya hukm hai?
Naswaar rakhna haraam ke jumre mein aata hai ya fuzool kharchi mein?
Dono surato mein sharie hukm ki wazahat farma de.

Posted in Ask ARC Mufti.