Q 716. Namaz mein Attahiyaat mein haath kaise rakhna chahiye?

Quest code (716)

अस्सलामुअलैकुम…

अत्तहियात में बैठने के वक़्त हाथों को रखने का सही तरीका क्या है…

कुछ लोग हाथों को इस तरह रखते हैं कि घुटने से आगे तक लटके रहते हैं..

क्या ये तरीका सही है…???
अगर नहीं तो हाथों को रखने का सही तरीका बतायें…

जो लोग अत्तहियात में हाथों को घुटने से आगे तक लटका लेते हैं, ऐसे लोगों के बारे में एक साहब बता रहे थे की इन हाथों को जहन्नम में जलाया जायेगा…
क्या ये बात वाक़ई सही है…??

बराये मेहरबानी इस्लाह फरमायें…!

Sawal:
Attahiyaat mein baithne ke waqt haatho ko rakhne ka sahih tareeqa kya hai?
Kuch log haatho ko is tarah rakhte hai ki ghutne se aage tak latke rehte hai. Kya ye Tareeqa sahih hai? Agar nahi to haatho ko rakhne ka sahih tareeqa bataye.

Jo log Attahiyaat mein haatho ko ghutne se aage tak latka lete hai aise logo ke baare mein ek sahab bata rahe the ki un haatho ko jahannam mein jalaya jaayega. Kya ye baat sahi hai?

Posted in Ask ARC Mufti.