Q 828. Kya Hindu ya kisi dusre mazhab ke bacho par dum kar sakte hai?

Quest code (828)

Assalamu alaikum
Dusre mazhab ki aurteen ya mard hamari masjidon ke bahar khade hokar apne bacchon per dum karwaten h aur husne zan rakhte h ke un ke bacchen kisi bimari wagerah me mubtala ho to thik hojayege to iska hukm kya h?

Aur kya hum musalman unper dum karsakte h?

Aur usme Muslim aur other mazahib ki aurten namehram he to unka masjid ke bahar khade rehna kaisa? Agarche WO apne bacchon per dum karwane aayi ho!

Posted in Ask ARC Mufti.