Q 877. Gair mauqadah 4 rakat namaz mein qadah e aula mein durood e ebrahim aur dua e masoora padhna zaroori hai nahi aur Kya 40 din ke andar agar zere naaf ke baal na nikale to Namaz nahi hogi?

Quest code (877)

Asslaamu alaykum

Hazrat mera suwal hai ki,

(1) Sunnate gair-muaqqidah Namaz me dusri rakat ke ‘Tashhadu’ ke baad duroode ibraheem aur dua-e-mashurah padhni hai ya nahi?

(2) kya zere naaf ya bagal ke baal 40 din se pahle saaf nahi kiye to namaz nahi hogi ?

JazakAllahu khayra

Posted in Ask ARC Mufti.