Q 900. Kya Ramzan ke aakhri jumah mein 4 rakat nafl padhne se jitni qaza namaz hai woh adaa ho jaayegi?

Quest code (900)

Kya ye baat sahih hai?

QAZA NAMAZ ADA KRNE KA MAUQA.

Irshad – e -Nabvi (S.A.W.W) hay k Jis shakhs ki Namazain Qaza hui hon or taadad Maloom na ho,To woh “Ramzan ke Aakhri Juma” ke din

4 Rakat nafal 1 salam k sath parhay,

Har rakat main “Surah Fatiha” ke baad “Ayatul- kursi 7 baar”
“Surah Kauser 15 baar” parhay,

Agar 700 saal ki namazain bhi Qaza hoi hon to is ke kufaray k liye ye “Namaz” kafi hai.

Posted in Ask ARC Mufti.