Quest code (2241)
As Salaamu Alaikum
Janab Mufti Sahab me Mumbai se hu aur Mera Sawal hai
1)Sone aur chandi k alawa dusri dhaato k zevrat banana aur us ka karobar karne ki hanfi maslak me kiya hukum hai.
2) hamare ilaqe ki market me hanfi maslak k log ye kaam karte hai zakat, fitra, atya, chanda dete hai in pe kiya hukm hai.
Jawab Innayat farmaye Mufti Sahab JazakAllahu Khair..
Nadeem Ahmed Maniyar
Mumbai