Quest code (286)
Salam
Muhammad Imran
– UP
Mera ek sawal hai
Hazrat Kuch log kahte hain jo khudkushi karte hain unki rooh zamin me bhatakti rahti hain aur logon ko pareshan karti hain Aur kuch log kahte hain unki maut Allah ta’ala ke taraf se nahi thi wo khud mara hai jab tak uska time pura nahi hoga uski ruh zamin me bhatakti rahegi
To kya unki maut Allah Ta’ala ke taraf se nahi thi kya?
Rahnumai farmaiye