Q 1543. Kya farz namaz ke baad dua na kare aur sunnat wa nawafil ke baad kare to sahih hai?


Quest code (1543)

Mai Masroor lucknow se.

Mufti sahab mera sawal hai ki farz namaz padne ke baad dua na manga sunnat or nawafil padne ka baad manga to kya aisa karna sahe h ya galat?

Aur agar farz namaz ke baad dua mange or sunnat or nawafil padne ke baad dua na mange to kya aisa karna sahi hai ya galat?

Posted in Ask ARC Mufti.