Q 1746. Happy Christmas ya Merry Christmas bolna kaisa hai?

Quest code (1746)

Assalamu Aalaikum

Mera sawal hai ki marry Christmas na kehkar happy Christmas kehna kaisa ?

Jab ki kehne wale ki dil me sirf Isa Alayhi salaam ki paidaish ki khushi ho ?

Isa Alyhi salam ko na to Allah ka beta jaane Aur na hi unko khuda

Aisa Aqeeda rakh kar wish karna kaisa ??

Barae karam islah farma dijiye

Posted in Ask ARC Mufti.