Q 467. Bakre aur gaai bail ke kaon kaon se hisse khana haraam hai aur Kya paani ke saab machliya aur janwar kha sakte hai. Kuch log bolte hai ki khekda(crab) khana haraam hai aur jhinga makrooh kya ye sahi hai?

Quest code (467)

Assalaamu alaikum.

Mera sawaal.

1)Bakre aur gaai bail ke kaon kaon se hisse khana haraam hai. Log Ojdi, kapure bhi khate hai. Kya wo kha sakte hai.

2) Kya paani ke saab machliya aur janwar kha sakte hai. Kuch log bolte hai ki khekda(crab) khana haraam hai aur jhinga makrooh kya ye sahi hai.

Jazaak Allah.

Posted in Ask ARC Mufti.