Q 363. Farz Namaz ke baad tasbeehaat aur deegar wazaaif aur dua padhne se Sunnat adaa karne mein taakhir hoti hai aur hadith mein farz ke baad sunnat ko adaa karne mein taakhir karne se mana farmaya. kya sahi hai?

Quest code (363)

farz namaz ke baad tasbihe faatima padhaa ya digar wazife to sunnat me takhir hoyegi to uska sawab kam ho jayega?

Aur jab ki hadith e  paak me hai ki farz ke baad dua qubool hoti hai aur usme waqt lagega hi

Hazrat rehnumaayi farmaye

Posted in Ask ARC Mufti.