Quest code (364)
Salaam
Sawaal
Ye hai jo paint mod ke namaz padhte hai to kyu mana hai mod ke namaz padhna?
Sawaal
Aagr kapde par najasat lagi ho or dho diye or uske baad bhi us par nishaan hai to kya namaz hogi or quran shareef padh sakte hai or masjid ja sakte hai?