Q 702. Kya Installment mein kisi cheez ki asl qimat se zyada qimat mein Samaan khareedna jaiz hai?

Quest code (702)

اسلام علیکم۔

سوال١.کیا اٹسٹال مین یعنی ادھا ر کوئی چیز دی گئ اس کی اصل قیمت دس ہزار ہے ۔زید ہفتے مہینہ۔یا روزانہ کا روپیہ دیتاہے اسکے حساب سے فکس کرتا ہے کے روزانہ یا ہفتہ میں دے۔زید سے اب دس ہزار کی بجاۓ میں پندرہ ہزار لیتا ہوں تو یہ ہلال ہوا کے سود کے منا فع کے طور پر جائز ہے اگر جائز نہ ہوا تو جائز کیسے ہوگا۔

SAWAL:
Kya installment mein yaani udhaar koi cheez di gayi uski asl qimat 10,000/- hai. Zaid hafta ya mahina ya rozana ka rupya deta hai. Uske hisaab se fix karta hai ki rozana ya hafte mein de. Zaid se ab 10,000 ke badle 15,000 leta ho to ye halaal huwa ke sood (interest) ke munafe ke taur par jaiz hai. Agar jaiz na huwa to jaiz kaise hoga?

Posted in Ask ARC Mufti.