Q 827. Ek shaks ne apni bhatiji (behen ki ladki) se nikah kiya aur 25 saal ho gaye aur uski awlaad bhi huwi jinki bhi awlaad hai. Aise rishte ke baare mein shariat ka kya hukm hai aur unki awlaad ko kya mana jaayega? Dusra sawal ye hai ki Meher ki raqam kitni hai?

Quest code (827)

Quest 01

السلام علیکم ورحمہ اللہ وبرکاتہ
کیا فرماتے ہیں علماء احناف اس مسئلہ میں کہ ایک شخص نے اپنی خود کی بھتیجی یعنی بہن کی بیٹی سے نکاح کئے 25 پچیس سال گزرے ہیں اور اب ان کی اولاد اور ان کی اولاد کی اولاد بھی موجود ہے اور وہ تمام کے تمام بغیر کسی خوف و احساس کے اور بلا کسی فکر کے بخوشی زندگی گزار رہے ہیں
سوال یہ ہے کہ اس جوڑے اور ان کی اولاد کا کیا حکم ہے جنمیں شادی شدہ بھی ہیں ؟ مدلل جواب عنایت فرمائیں ۔

Quest 02

السلام علیکم ورحمہ اللہ وبرکاتہ
کیا فرماتے ہیں علماء احناف اس مسئلہ میں کہ آج کے اس زمانہ کے اعتبار سے مہر کی مقدار کتنی ہے (بحیثیت رقم ) مہراقل جو دس درہم ہے اسکی رقم کتنی ہوگی فی ھذاالزمان از راہ کرم فقہ حنفی سے مدلل جواب عنایت فرمائیں ۔

Sawal 01

Ek shaks ne apni khud ki bhatiji yaani behen ki beti se nikah kiye 25 saal guzare hai aur ab unki awlaad bhi maujood hai aur woh tamaam ke tamaam bagair kisi khauf wa ehsaas ke aur bila kisi fikr ke bakhusi zindagi guzaar rahe hai.
Sawal ye hai ki is jode aur unki awlaad ka kya hukm hai jin mein shadi shuda bhi hai.

Sawal 02:
Aaj ke is zamane ke aitebaar se Meher ki miqdaar kitni hai (bahasiyat e raqam). Mehraqal jo 10 dhiram hai uski raqam kitni hogi zamane ke aitebaar se aur fiqah e Hanafi ki roshni mein jawab inayat farmaye.

Posted in Ask ARC Mufti.