Q 845. Zakat kis maal par farz hai aur tarteeb batarteeb kisko pehle dena afzal hai? Aur Zakat kisko diya ja sakta hai? Zakat kya sirf jama maal mein hi farz hai ya Salary par bhi farz hai? Zakat sirf ramzan ke mahine mein hi diya ja sakta hai ya aur bhi mahino mein? Agar kisi ke paas koi zameen ya plot ya makaan ho to kya uski bhi zakat nikaalna hai? Zakat ke paise madrase ki tameer mein ke liye de sakte hai?

Quest code (845)

हज़रत अस्सलामु अलैकुम

ज़कात का मसला जानना चाहता हूँ

ज़कात किस माल पर फ़र्ज़ है और तरतीब बतरतीब किसको पहले देना अफ़ज़ल है

ज़कात किस किस को दिया जा सकता है

ज़कात क्या सिर्फ़ जमा मॉल में ही फ़र्ज़ है या सैलरी पर भी फ़र्ज़ है

ज़कात केवल रमज़ान के महीने में ही दिया जा सकता है या और भी महीनों में
वैसे रमज़ान से अफ़ज़ल कोई महीना नहीं है
इसमें ज्यादा सवाब होता है

यदि व्यक्ति के पास कोई ज़मीन या प्लॉट या मकान हो तो क्या उसका भी ज़कात निकालना है

ज़कात का पैसा मदरसा तामीर में दिया जा सकता है क्या

Sawal:
Zakat kis maal par farz hai aur tarteeb batarteeb kisko pehle dena afzal hai?

Aur Zakat kisko diya ja sakta hai?

Zakat kya sirf jama maal mein hi farz hai ya Salary par bhi farz hai?

Zakat sirf ramzan ke mahine mein hi diya ja sakta hai ya aur bhi mahino mein? Waise ramzan se afzal koi mahina nahi hai, is mein zyada sawaab hota hai.

Agar kisi ke paas koi zameen ya plot ya makaan ho to kya uski bhi zakat nikaalna hai?

Zakat ke paise madrase ki tameer mein ke liye de sakte hai?

Posted in Ask ARC Mufti.