Q 1166. Kya koi cheez naqad (cash) mein kam qimat aur udhaar (credit) mein zyada qimat mein beechna ya khareedna jaiz hai?

Quest code (1166)

Asslamu alaikum

Ek shakhs ka kapre ka karobar he wo karobar misal ke tor par cash me 50rs aur udhar me taishuda muddat par 80rs me bechta he …. agar udhar payment me zyada deri ki surat me khariddar ko extra raqam percentage aur din ke hisab se deni padti he jo pehle se sab ko pata hoto he. Bechne vale apna 80rs alag rakh leta he aur extra raqaa alag rakhke aakhir sal usko bina savab ki niyat se khairat karta he…. ab saval ye he ki…
1… aesa karobar karna kesa???
2. Kiya karobar se milne vala nafa jayez he.
3 kiya gair muslim jo extra dete he usko bhi sadqa karna padega
Note: extra raqam lene ki wajah market rule he dukandar kisi dusre se kharidege to yahi chiz dukandar ke sath hogi aur agar extra raqam lene se mana karde to payment dukandar ko waqt par nahi dege ..

Posted in Ask ARC Mufti.