Q 273. Namaaz Janaza mein kam se kam kitney log shirkat karne se namaaze Janaza ADA ho jayegi? 2. Nikah aur Walime ka afzal aur sahi tareeqa kya hai? 3. Mike par salam padhna kaisa?

 

Quest code (273)

1. Namaaz Janaza mein kam se kam kitney log shirkat karne se namaaze Janaza ADA ho jayegi?

2. Nikah aur Walimey mein hone wali jaiz tariqa jinka  islami Nuqte Nazar mein sahi our Afzal Tariqa kiya hai?

3. Nabi E Kareem ﷺ ki bar-gah mein jab bhi salaam pesh kiya jata hai tab badey hi izzat wo aheteram k saath sar jhukaye aajazi se salaam padha jata hai lekin kahi kahi jagah Masjido mein namaaz ADA karne k baad Mike  mein SALAAM padna kaisa hai Jiski awaaz masjid ke bahar gharo tak sunai deti ho?

Posted in Ask ARC Mufti.