Q 360. Jis shaqs ko huroof ki saheeh adaayegi nahi aati ho aur us jaga huroof saheeh adaa karne wala koyi kaari ya aalim ho to imamat ka haq kis ko hai? Aur Jo shaks ailaaniya sunnat ki khilaaf arzi karta ho us ke liye kya hukm hai? Aur Bidat e Saeeya karne wale par kya hukm hai?

Quest code (360)

Sawal number 1

Jis shaqs ko huroof ki saheeh adaayegi nahi aati ho aur us jaga huroof saheeh adaa karne wala koyi kaari ya aalim ho to imamat ka haq kis ko hai,

Sawal number 2

Jo shaqs ayelaniya tour par sunnat ke khilaf warzi kare us ke liye kya hukum hai

aur sunnat ko halka jaan ne wale keliye kya hukum hai?

Sawal number 3

Biddat e sayyah karne wale ka hukum kya hai .

aur kya wo imamat karsakta hai jaisa ke sunnat e mutwarisa ke khilaf karna

Posted in Ask ARC Mufti.