Q 593. Kya hum Azaan se pehle sunnat namaz ya koi dusri namaz padh sakte hai?

Quest code (593)

Hazrat kya hum Azaan se pehle sunnat namaz ya koi dusri namaz padh sakte hai?
Maslan agar Asr ka waqt hai aur Azaan ko 5 se 10 min ka time baaki hai aur agar hame der ho rahi hai to kya ham Asr ki namaz Azaan se pehle padh sakte?
Aur agar ham kabhi faarigh ho to kya us waqt bhi Azaan se pehle koi bhi namaz padh sakte hai?

Posted in Ask ARC Mufti.