Q 595. Agar koi musalman kisi ke yanha koi chiz khane peene par majbur kiya jaai aur woh majbur ho aur woh janta hai ki mezban ki kuch ya kul kamai najaiz wa haram hai to aisi surat me wo kya kare?

Quest code (595)

Assalamu alaikum

Mein Muhammad Azimoddin Razvi, Jalna mh, Hind se hu.

Mera suwal ye hai ke agar koi musalman kisi ke yanha koi chiz khane peene par majbur kiya jaai aur woh majbur ho aur woh janta hai ki mezban ki kuch ya kul kamai najaiz wa haram hai to aisi surat me wo kya kare?

Posted in Ask ARC Mufti.