Q 634. Dua Maain Haath Kis Tarah Othaye? Aur kya aurato ka bhi tareeqa mardo ki tarah hai?

Quest code (634)

Sawaal: Dua Maain Haath Kis Tarah Othaye?

Jawaab Duno’n Haatho’n Ko Seene Ke Barabar Karke Aasmaan Ki Taraf Othaye Aur Duno’n Ke Darmiyaan Kuch Faasla Banaye.

Durre Mukhtaar Main Hai:
“يبسط يديه حذاء صدره نحو السماء لاء نها قبلة الدعاء ويكون بينهما فرجة”
Duno’n Haatho’n Ko Seene Ke Barabar Laa Kar Aasmaan Ki Taraf Othaye Ke Aasmaan Hi Dua Ka Qibla Hai Aur Duno’n Haatho’n Ke Darmiyaan Kuch Faasla Rakhe.

WallAhu Ta’Aala Aalam

Yahi Dua Main Haath Othaane Ka Tariqa Aurato Ke Liye Bhi Hai ya Nahi?

Rehunamayi farmaye

Posted in Ask ARC Mufti.