Q 640. Sab se pahle Imaan laane wale kaun the? Huzoor ne kis sahabi ke imaan laane ki dua ki thi? Taif ke safar me aap ke saathi kaun the? Huzoor ke hijrat ke saathi kaun the? Madina hijrat karne wale pahle sahabi ka naam kya tha? Sab se pahle hijrat karne wala joda kounsa tha? Bibi khadija ke baad Huzoor ki jauzah kaun bani? Meraj ke mouqe par Huzoor ne jannat mein kis sahabi ki qirat ki awaz suni? Sahabi ki is azmat ki wajeh? Hijrat ke mouqe par Huzoor ne kis ghar me qiyam kia? Aur kitne din? ”In do ke bare me tumhara kya khayal hai jiska tesra Quda hai” ye alfaz Huzoor ne kab aur kis sahabi se kahe?

Quest code (640)

1) Sab se pahle iman lane wale koun the?

2) Aap ﷺ ne kis sahabi k imaan lane ki dua ki thi?

3) Taif k safar me Aap ﷺ ke saathi koun the?

4) Aap ﷺ k hijrath k saathi koun the?

5) Madina hijrath kerne wale pahle sahabi ka naam kia tha?

6) Sab se pahle hijrath kerne wala joda kounsa tha?

7) Bebe khadija k baad Aap ﷺ ki zoujah koun bani?

8) Meraj k mouqe per Aap ﷺ ne jannat me kis sahabi ki qirat ki awaz suni? Sahabi ki is azmat ki wajeh?

9) Hijrat k mouqe per Aap ﷺ ne kis gar me qiyam kia? Aur kitne din?

10) ”In do k bare me tumhara kia qiyal hai jiska tesra Quda hai” ye alfaz Aap ﷺ ne kab aur kis sahabi se kahe?

Posted in Ask ARC Mufti.