Quest code (660)
Assalamu alaykum
Mera ye sawal hai ki Sai baba jinka mandir shirdi me hai unko to kafi sare musalmaan wali mante hai aur kehte hai ki inhone apna dharam nahi bataya tha ke woh muslim hai ya gair muslim
To bara e karam aap batae ki ye kya masla hai