Q 675. Ghous paak ka ye qaul mera qadam sare waliyon k kandhe par. Kya ye un ke zamane ke waliyon ke liye tha? ya pahle ke? ya qayamat tak ke liye hai?

Quest code (675)

Assalamu alaikum warahmatullah
Kya farmate hai muftiyaane kiraam is qaul ke mutaalliq. Ghous paak ka ye qaul mera qadam sare waliyon k kandhe par.
Kya ye un ke zamane ke waliyon ke liye tha? ya pahle ke? ya qayamat tak ke liye hai? Iisme koi mustasna bhi hai.
Barae karam mudallal jawab enaayat farmaae.
Faqat wassalam.

Posted in Ask ARC Mufti.