Quest code (887)
Zaid wahabi gharane me paida huwa, kam aqal ladka hai… Usko aqeede ka bhi ilm nahi… Wahabiyo ke pichhe namaz padhta raha…
Kya zaid ki maut par uski Maghfirat ki dua karna aur uski namaz e janazah padhna padhana indasharah jayez hai?
Neez jo sunni hazraat zaid ki dua e Maghfirat kar rahe hain ya jinhone uski namaz e janazah padhi un par kya hukm lagega?