1)Kya Qur’an ko tajweed ke saath padhna zaroori hai?
2) Kya Ramzan me Namaze Taravih me pura Qur’an padhna farz hai?
3) Agar Qur’an ko tajweed ke saath padhna zaroori hai, to Ramzan me jis tarah Taravih me padha jata hai jisme umuman tilawat ke kawanin par amal nahi hota. Is par kya hukm hoga?