Quest code (268)
Assalaamu alaykum
Wa rahmatullahi wa barakatuh
Hazrat mera suwaal ye hai ki,
“Baaz log kahte hai maiek par namaaz nahi hoti aur kuchh logo se suna hai ki Aala hazrat ne maiek par namaaz ka fatwa bhi diya hai” to ye baat kahan tak sahi hai
Zara rahnumai farmaye
Assalaamu alaykum