Q 733. Agar zakat ki raqam zaati kaam mein kharch kar de to ab us zakat ko phir se kaise adaa kare?

Quest code (733)

Sawal-ek malik e nisab ne apne zakaat ka paisa idd k subha (idd k namaz se pehle) apne ek rishtedar ko kisi madarse ko dene ke liye de diya aur woh ristedar ne uss paise ko apne jaati kaam me laga diya ab woh zakaat ka amount adaa karna chahta hai to uss ke liye shariat ki roshni mein kya hukm hai?

Posted in Ask ARC Mufti.