Q 1006. Aurte apne Naam ke saatj kin ka Naam likhe? Apne Shohar ka ya apne walid ka? Agar kisi ghar mein kamane wala beta ho magar guardian wa hakim Baap ho to Qurbani kis par wajib hogi? Baap par ya kamane wale (bete) par Ya dono par?

Quest code (1006)

عورتیں اپنےنام کےساتھ کن کانام لکھیں آیااپنے شوہر کا یا والدکا؟
اگر کسی گھر میں کمانے والا بیٹا ہو مگر گارجین و حاکم باپ ہوتوقربانی کس پرواجب ہوگی باپ پر یا کمانے والے (بیٹے) پر یا دونوں پر
جواب ضرور اورجلد عنایت فرمائیں!
عین نوازش ہوگی

Sawal:
Aurte apne Naam ke saatj kin ka Naam likhe? Apne Shohar ka ya apne walid ka?

Agar kisi ghar mein kamane wala beta ho magar guardian wa hakim Baap ho to Qurbani kis par wajib hogi? Baap par ya kamane wale (bete) par Ya dono par?

Posted in Ask ARC Mufti.