Q 1022. Umrah ya Hajj ya makkah al mukarama ke mataaf mein aurat bagair mehram ke daakhil hosaktey hai kya? ya umarah aur hajj kar saktey kya?

Quest code (1022)

Assalamu alaikum wa rehmatulahi wa barkatuhu

Maulana mein Aap se ek sawal arz karna chahta hoon iss sawal ka jawab Quran aur hadith ke roshini mein dijiye, sawal yeh hai ki umrah ya hajj ya makkah al mukarama ke mataaf mein aurat bagair mehram ke daakhil hosaktey hai kya? ya umarah aur hajj kar saktey kya?

Posted in Ask ARC Mufti.