Q 1034. Surah fatiha padhna bhul jaaye to ab namaz mukammal kaise kare? Kya Whats app par tehreeri yaani text salaam ka jawab zubaan se bol sakte hai ya text mein msg kare? Sunnat e mauqadah aur gair mauqadah mein kya farq hai?

Quest code (1034)

*AssalamuAlaikum Wa Rehmatullahi Ta’ala Wa Barakaatuhu*

_*Sawal*_ – 1) Kia farmate hai “`Muftiyaan-e-Kiraam“` Is Masle Me Ke 4 Raka’at Zohar Ki Sunnat Ke Liye Niyyat Bandhi *Sana* Ke baad Surah Fatiha Nahi Pad’ha aur dusri Surah padli?
Ab is surat me kiya Kiya jaye?
Namaz Mukammal Kare yaa Tod de?
Agar Mukammal Kare ko Tariqa Kia Hai?

_*Sawal*_ – 2) Kia farmate hai “`Muftiyaan-e-Kiraam“` is masle me ke Amar Ne WhatsApp per Bakar ko Salaam Kiya Lekin Bakar Ne Salaam Ka Jawab Apni Zuban Se De diya Magar Type Kar ke nahi bheja. To Kia Bakar ka Wajib Adaa ho gaya?

_*Sawal*_ – 3) Kiafarmate hai “`Muftiyaan-e-Kiraam“` Is Masle Me ke Sunnat-e-Mu’akkidah aur Sunnat-e-Gair-Mu’akkidah kin waqt ki Namazo me adaa hoti hai Aur Inka Tariqa kia hai?

Bayyano Touajjaro
Abdurrehman AkhtarulQadri
Mumbai.

Posted in Ask ARC Mufti.