Q 1078. Jhoote aur chappal pehen kar khana khana kaisa hai?

Quest code (1078)

Assalamu Alaikum Wa Rehmatullah Wa barakatuhu.

Mera Sawaal yeh hai ke Aksar log aaj kal Dining table par, Joote-Chappal pahan kar khana khate hain. Kya yeh sahi hy? Qur’an aur Hadees ki Roshni me Jawaab enayat karen. Ain Nawazish hogi.

Faqat wassalam.

M.R. Ansari, DLF, Ghaziabad, U.P

Posted in Ask ARC Mufti.