Q 1141. Farz namaz ki pahle 2 RAKAT me hum quraan ki kitni aayat ki tilawat karenge. Ya namaz ki pahle 2 rakaato me?

Quest code (1141)

Assalamu alaykum

Hazrat mera 1 sawaal h ki, farz namaz ki pahle 2 RAKAT me hum quraan ki kitni aayat ki tilawat karenge. Ya namaz ki pahle 2 rakaato me. Quraan o hadees ki roshni me jawab enayat farmaye, karam hoga.

Posted in Ask ARC Mufti.