Q 1231. Hazrat Abu bakr (radiallahuan) par Maula Ali (radiallahuan) ko afzaliyat dene wala Ahle sunnat wa jamat mein rahega ya kharij ho jaayega?

Quest code (1231)

Assalaamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu

Mere sawaal hai

Afzaliat me Hazrat Abu Bakar Sideeq(Razi-Allah u Ta’ala Anhu) ke bajaye agar koi kahe k Hazrat Ali ul Murtaza(Razi-Allah u Ta’ala Anhu) Afzal Tareen Shakhsiat hai

Toh kya aisa aqeeda rakhne wala Sunni rahega ya Ahle Sunnat se kharij hoga?

Posted in Ask ARC Mufti.