Q 1260. Ek shaks bimaar tha aur uske 4 saal ki namaz qaza ho gayi aur uska inteqal ho gaya. Ab us namaz ka fidya kya hoga?

Quest code (1260)

Assalamu alaikum humara sawaal hai k 1 shakhs ka inteqaal ho gaya hai or us ki 4 saal ki namaz qaza ho chuki hai or un chaar saalo me us ki tabiat ALIL thi is surat me namaz k badle kiya kar sakte hai?

Posted in Ask ARC Mufti.