Q 1348. Kya masjid mein wahabi deobandi wagaira badmazhabo ke paise tameer ke liye le sakte hai aur kya gair muslim electrician se masjid ki light ka kaam karwa sakte hai agar musalman Electrician majood ho phir bhi?

Quest code (1348)

Assalamu Alaikum

Hazrat mai Sarfaraz SAYYAD, solapur, Maharashtra se

BARAYE MEHRBANI javab dekar ISLAAH kare

Sawal –
Hamare Muhalle me ALHAMDULILLAH SUNNI SAHI UL AKIDA MASJID HY Jo Abhi pakki bani huii nahi balki Tin’s ki hi kachchi masjid hy.
Alhamdulillah Us Masjid k bahar se Wall compound banaya gaya hy JO MUHALLE ME CHANDA KARKE, MUHALLE VALO K PAISO SE USKA WALL COMPOUND BANAYA GAYA,
Magar abhi jb us MASJID KI TAMIR KI Baat chal rahi hy to Masjid Ke sadar BadMazhabiyat, SullehKulliyat se talluq rakhne walo Se paise lene ki baat me nahi hich kichate or kehte hy ki “YE SUNNI WAHABI KUCH NAHI HOTA, ISE HAMNE HI BANAYA HY”.

Is masle me tafseel se iSLAH KARE KI VO PAISA LENA JAYIJ HY YA NAHI AUR UNKA HAQ AUR BADMAJHAB Ko EK HI JAN NA KAISA?

Aur

MASJID K LIGHT FITTING , AUR DIGAR KAAM K LIYE NON MUSLIM KO MASJID ME LAKAR LIGHT FITTING KA KAAM KARNA KAISA? JB KI BAHUT SE MUSLIM BHI VAHA MAUJUD HAI JO YE KAAM KAR SAKTE HY, FIR BHI NON-MUSLIM KO MASJID ME ENTRY DEKAR VO KAAM KARAYA GAYA HO ?

Posted in Ask ARC Mufti.