Quest code (1410)
Assalamualaikum…
Ek masala bataye ki agar kisi ne bakra aqiqe k liye chhod rakha hai k mai apne bete ka aqiqa karunga is bakre se to kya baad me is bakre ka bechna ya qurbani dena jayiz hai?
kya is k badle me doosre bakre se aqiqa kiya ja sakta hai jawab irshad farmaye meharbani hogi