Q 1448. Agar koi gusse main apni biwi se bohat dafa aisa keh de ki “sudhar jaa warna main tujhe talaq de dunga”. Ya aisa kahe ki “main aa raha hoon ki talaq de doon” To aise me talaq hui ya nahi?


Quest code (1448)

Assalamu alaikum

Sawal : Agar koi imaan wala gusse main apni biwi se bohat dafa aisa keh de ki “sudhar jaa warna main tujhe talaq de dunga”. Ya aisa kahe ki “main aa raha hoon ki talaq de doon”.
To aise me talaq hui ya nai

Posted in Ask ARC Mufti.